Maths mei Hazrat Ali a.s ki maharat..
1 bar 1 yahoodi ne Ap se 1 sawal us waqt poocha jb ap ek pair Ghorey k rakaab mei rakh chuky thy sawal tha k
Wo konsa hindsa hy jo 2,3,4,5,6,7,8 or 9 se poora taqseem hota ho?
Ap ne dosra pair Ghorey pe rakhny se pehly kaha k haftey k dinoo ko islami saal k dinoo se zarab do to wo hindsa mil jaye ga
Yahoodi ne 7 ko 360 se zarb kiya to 2520 bana or check krny pr sahi paya
Jesy,
2520/2 =1260
2520/3 =840
2520/4 =630
2520/5 =504
2520/6 =420
2520/7 =360
2520/8 =315
0 comments:
Post a Comment
Add Comments