Har RAAT Gham_e_Tanhaai, Har SHAAM teri yaad aai.. Laakh tujhey bhulana chaha, Us se barrh kar teri YAAD aai.. Tujh se koi UMEED bhi wabasta nhi, Iss DUKH se meri Aankh Bhar
aai.. Logon ne poocha ASHKON ka
sabab..? Bus Mujhe kehna para.
.
.
.
.
.
“subha di light gai hale tak nhi ai”.
America main bed se takiye uthaaen to Dolar nazar atay hain. India main bed se takiye uthaaen to Cinema tickets
nazar atay hain. Or Pakistan main bed se takiye uthaaen to hath walay
pankhay nazar atay hain…
‘Indian girl:
Main to us se shaadi karungi jo muje khush
rekhe or boht pyar kare
Or tum?
Pakistani girl:
Main to us se shadi karungi jis k ghar
UPS laga ho’
Bijli hoon ma bijli hoon, Pakistan Ki Titli hoon, Adha Ghanta ati hoon, 8,8 Ghante jati hoon, Upar Pankha sota ha, Neeche Banda rota ha, BandY Ki jaan jati ha, Bijli usko tarpaati ha, Bijli Ma Nirali hoon, Bohat Nakhry wali hooN.