“Best of Iqbal”
Goongi Ho Gai Aaj kuch Zuban kehty kehty
Hichkicha Gya Main khud ko Musalman kehty kehty
Ye baat Nahi k Muj ko us Pr yaqeen Nahi
Bas Dar Gya khud ko sahib-e-Imaan kehty kehty
Tofeeq Na hoi Mujhy Ek waqt ki Namaz ki
Aur Chup Huwa Moazzin Aazaan kehty kehty
Kisi kafir Ny jo Poocha k ye kia Hay Mahiena
Sharam sy pani pani huwa Main Ramzan kehty kehty,Mery kamry Main Gard sy Atti kitaab ka Jo Poocha,Main Girh Gya Zameen py Quraan kehty kehty,Ye sun k Chup sadh Li “IQBAL” Us Ny,Yoon laga jisy ruk gaya ho mujhay Hiwaan kehty kehty’.’

0 comments:
Post a Comment
Add Comments